Friday, June 9, 2023

Babu Shona Mona Lyrics Jannat Zubair By Lyrics Pedia

 Babu Shona Mona Lyrics – Jannat Zubair

Babu Shona Mona Song Lyrics Hindi song by Jannat Zubair. Music is composed by Vibhas and Sung by Jannat Zubair. Babu Shona Mona Lyrics are also written by Vibhas



Babu Shona Mona Song Details

SongBabu Shona Mona
SingerJannat Zubair
LyricsVibhas
MusicVibhas
LabelJannat Zubair Rahmani

 

Babu Shona Mona Song Lyrics

Bura tha phase jo nikal gaya
Ab peeche mud ke kyun dekhun
Aankhon se gham pigal gaya
Ab aur na tujhko jhelun

Bura tha phase jo nikal gaya
Ab peeche mud ke kyun dekhun
Aankhon se gham pigal gaya
Ab aur na tujhko jhelun

Chal hatt jhoothe baate band kar

Aur na mujhko banaa

Yaad karega mujhe ro roke

Raaton ko tanha ho hoke

Jab sunega na koi tera

Babu Shona mona

Fir kisko sunayegaa..


Mujhe naya Mil hi jayega

Tu mujhe bhol na paayega


Mujhe naya Mil hi jayega

Tu mujhe bhol na paayega

Mujhe naya Mil hi jayega


Dil me jo yaadein thi sab jal gai

Kuch baatein teri khal gai

Shaamein wo chahat ki sab dhal gai

le ab badal mai gai



Ab rota reh ya fariyaad kar

Mai tujhko milungi nahi

Ab time na barbaad kar

Teri tain tain sunungi nahi


Yaad karega mujhe ro roke

Raaton ko tanha ho hoke

Jab sunega na koi tera

Babu Shona mona

Fir kisko sunayegaa

Mujhe naya Mil hi jayega

Tu mujhe bhol na paayega

Mujhe naya Mil hi jayega

Tu mujhe bhol na paayega

Mujhe naya Mil hi jayega


Mujhe yaad hai wo waqt bhi

Tu sunta nahi tha meri

Ab dil mera hua sakht hai

Isey parwah nahi hai teri



Tujhe har jaga se kiya bloack hai

Tab jaake khushi hai mili

Tu ho gaya out of stock hai

Ab baatein na kar tu silly


Yaad karega mujhe ro roke

Raaton ko tanha ho hoke

Jab sunega na koi tera

Babu Shona mona

Fir kisko sunayegaa..


Mujhe naya Mil hi jayega

Tu mujhe bhol na paayega

Mujhe naya Mil hi jayega

Tu mujhe bhol na paayega

Mujhe naya Mil hi jayega

                   Babu Shona Mona Music Video



No comments:

Post a Comment